Posted by: moeen on: May 2, 2009
aaj ki raat mein ik baat hoe hai
Teray Naam ki Khushboo meray sath hoe hai
…
Azrahay Humdardi kisi nay jo poch lia muj say
Hass k kuch keh bhee nay paya kia baat hoe hai
….. …. …..
aur kia krta Raqm Tareekhdan tyri sitamgari ki
soag e marg dhek kr pochta hai kia baat hoe hai.
–
pochay tu koe pochay na, hum batlain kia
ihlay chaman say he poocho kia baat hoe hai…
moeen tushna lab hai, koe daman tu thaam kr
keh dal mehfil e sokhan mein ghazal k koe baat hoe
May 2, 2009 ko honay wali qalbi wardat ka zikar jis bai-ikhtyari sa kia ha, us cheez na is shairy kawish me ikhlas ka husan numayan ker dia ha…….
keep it up…….
May 2, 2009 at 1:57 am
Uffffffffffffffffffffffffffff dil kad kay lay gae ho ala boht ala